Chords in this song5
Song
Chand aasmano se
Laapata ho gaya
Chal ke mere ghar mein
Aa gaya, aa gaya
Main khush-kismat hoon
Bakhuda is tarah
Ho jaaye poori
Ik duaa jis tarah
Tere bin meri jaana kabhi
Ik pal bhi guzaara nahi
Teri aarzoo ne khud se begana kar diya
Chand aasmano se
Laapata ho gaya
Chal ke mere ghar mein
Aa gaya, aa gaya
Maine tujhe tohfe mein ye dil diya
Tune mujhe badle mein ye jahaan diya
Main hi jaanu, tu hi jaane jo hai darmiyaan
Tujh se hai meri jaana ghar ye aashiyaan
Tere bin meri jaana kabhi
Ik pal bhi guzaara nahi
Teri aarzoo ne khud se begana kar diya
Chand aasmano se
Laapata ho gaya
Chal ke mere ghar mein
Aa gaya, aa gaya
Tune mere raaston ko manzil kiya
Tujhe paake zindagi ko haasil kiya
Tere liye hai ye saansein, tay kar liya
Tu hai toh hai ye kahaani, mere saathiya
Tere bin meri jaana kabhi
Ik pal bhi guzaara nahi
Teri aarzoo ne khud se begana kar diya
Chand aasmano se
Laapata ho gaya
Chal ke mere ghar mein
Aa gaya, aa gaya
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond Bm, G, Em, A, D.