Skip to content

Chahun Main Ya Naa

Aashiqui 2
ChordsKeyAmintermediate

Chords in this song6

Song

Tu hi ye mujhkobata de
Chahun main ya na 
Apne tu dil kapata de
Chahun main ya na 
Tu hi ye mujhkobata de
Chahun main ya na 
Apne tu dil kapata de
Chahun main ya na 
Itna bata doon tujhko
Chahat pe apni mujhko
Yun to nahiikhtiyaar
Phir bhi yeh socha dil ne
Ab jo laga hoon milne
Poochu tujhe ekbaar
Tu hi ye mujhkobata de
Chahun main ya na 
Apne tu dil kapata de
Chahun main ya na 
Aisi kabhipehle
Huina thikhwahishein
Kisi se bhimilne
Ki naki thikoshishein
Uljhan merisuljha de
Chahun main ya na 
Aankhon aankhon meinjata de
Chahun main ya na 
Mere chote chote khwaab hain
Khaabon meingeet hain
Geeton meinzindagi hai
Chaahat haipreet hai
Abhi main na dekhoonkhwaab wo
Jin mein natu mile
Le kholehonth maine
Ab tak thejo sile
Mujhko na jitna mujh pe
Utna is dil ko tujh pe
Hone lagaaitbaar
Tanha lamhon mein apne
Bunti hoon tere sapne
Tujhse hua mujhkopyaar
Poochungi tujhkokabhi na
Chahun main ya na 
Tere khaabon mein abjeena
Chahun main kyun na 
Tu hi ye mujhkobata de
Chahun main ya na 
Apne tu dil kapata de
Chahun main ya na 

Transcribed by Rahul Pandey

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.