Skip to content

Saude Baazi

Aakrosh
ChordsKeyDCapoFret 3beginner

Chords in this song5

capo 3 — sounds 3 semitones higher

Song

Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona ji
Maine to ko pana hai ya tune main ko khona ji
Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi
Aa re aa re aa re aa
Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona ji
Maine to ko pana hai ya tune main ko khona ji
Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi
Aa re aa re aa re aa
Sauda hai dil ka ye
Tu kar bhi le
Mera jahan bahaon mein tu bhar bhi le
Saude mein de kasam
Kasam bhi le
Aake tu nighaahon mein sanwar bhi le
Sauda udano ka hai
Ya Aasmano ka hai
Le le udanein meri
Le mere Par bhi le
Sauda umeedon ka hai
Khawaabon ka neendon ka hai
Le Le tu neendein meri
Naino mein ghar bhi le
Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona ji
Maine to ko pana hai ya tune main ko khona ji
Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi
Aa re aa re aa re aa
Dil kahe tere main hothon se
Baaton ko chupke se loon utha
Us Jagah Dheere se haule se
Geeton ko apne mein doon bitha
Dil kahe tere main hothon se
Baaton ko chupke se loon utha
Us Jagah Dheere se haule se
Geeton ko apne mein doon bitha
Sauda taranon ka hai
Dil ke fasano ka hai
Le Le Tarane mere
Hothon pe ghar bhi le
Sauda Ujaalon ka hai
Roshan Khayaalon ka hai
Le Le Ujaale mere
Aaja Nazar bhi le
Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona ji
Maine to ko pana hai ya tune main ko khona ji
Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi
Aa re aa re aa re aa
Seedhe saadhe, Seedha saadha
Main ne to ko, tu ne main ko
Aa re aa re aa re aa
Main kabhi Bhoolunga na tujhe
Chahe tu mujhko dena bhula
Adatein jaise hai tu meri
Adatein kaise bhuloon bhala
Main kabhi Bhoolunga na tujhe
Chahe tu mujhko dena bhula
Adatein jaise hai tu meri
Adatein kaise bhuloon bhala
Sauda yeh vaadon ka hai
Yaadon iraadon ka hai
Le le tu vaade chahe
Tu to mukar bhi le
Sauda ishaaron ka hai
Chahat ke maaron ka hai
Le le ishaare mere
Inka asar bhi le
Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona ji
Maine to ko pana hai ya tune main ko khona ji
Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi
Aa re aa re aa re aa
Seedhe saadhe sara sauda seedha seedha hona ji
Maine to ko pana hai ya tune main ko khona ji
Aaaja dil ki kar saude bazzi kya narazi
Aa re aa re aa re aa

Transcribed by Rahul Pandey

Source: wrytin

Comments

Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?

Sign in to join the conversation.

No comments yet. If you play this one, say what works.