Chords in this song4
capo 2 — sounds 2 semitones higherSong
Behti Hawa Sa Tha Woh
Udti Patang Sa Tha Woh
Kaha Gaya, Use Dhoondo
Behti Hawa Sa Tha Woh
Udti Patang Sa Tha Woh
Kaha Gaya, Use Dhoondo
Hmm Humko To Raahe Thi Chalati
Woh Khud Apni Raah Banata
Girta Sambhalta Masti Me Chalta Tha Woh
Humko Kal Ki Fikar Satati
Woh Bas Aaj Ka Jashn Manata
Har Lamhe Ko Khulke Jeeta Tha Woh
Kahan Se Aaya Tha Woh
Chhuke Humare Dil Ko
Kaha Gaya, Use Dhoondo
Sulagti Dhoop Me Chaav Ke Jaisa
Registhaan Me Gaav Ke Jaisa
Man Ke Ghav Pe Marham Jaisa Tha Woh
Hum Sehme Se Rehte Kuwe Mein
Woh Nadiya Mein Gote Lagata
Ulti Dhaara Cheer Ke Tairta Tha Woh
Baadal Aawara Tha Woh
Pyaar Hamara Tha Woh
Kaha Gaya, Use Dhoondo
Humko To Raahe Thi Chalati
Woh Khud Apni Raah Banata
Girta Sambhalta Masti Me Chalta Tha Woh
Humko Kal Ki Fikar Satati
Woh Bas Aaj Ka Jashn Manata
Har Lamhe Ko Khulke Jeeta Tha Woh
Kahan Se Aaya Tha Woh
Chhuke Humare Dil Ko
Kaha Gaya, Use Dhoondo
Comments
Spotted a wrong chord, or know a capo position that sounds closer to the record?
Sign in to join the conversation.
No comments yet. If you play this one, say what works.
Play next with the same chords
See all →These need nothing beyond A, E, D, G.